Songs in Order : Naam e Wafa / Wo Lamhe / Hamari Adhuri Kahani / Muskurane Ki Wajah / Ijazat / Dil keh raha hai dil se / Kabhi Jo Badal Barse / Sanam Re
Song - Bollywood Medley PT 3
Band - JS Music Group (Jimy & Sonu)
Artists - Sonu Aqeel
Music - AR Music Pakistan
Cover Art - JR Studio
Mixdown - Shakil Razzak
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi
Wo Lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Wooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani
Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Aadat ha...
Dil Keh Raha Hai Dil Se Wada Karo Dil Se
Chaahe Tum Jahaan Bhi Jaana Jaanam
Meri Yaad Rakhna
Koi nahi.. tere siva mera yahaan
Manzilein.. hain meri to sab yahaan
Mita de sabhi aaja faasle
Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujhme tu jhaank le
Main hoon yahan
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re.....
Karam re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
--------------------------
credits
released July 8, 2016
AR Music Pakistan & JR Studio